site
stats
Hindi Shayari SMS

love shayari sms in hindi

Kuch Sochu To Apka Khayal
Aa Jata He Kuch Bolu To
Apka Naam Aa Jata He
Kab Tak Chupau Dil Ki Baat
Apki Har Ada Par Humko Pyar Aa Jata Hai.

love sms shayari for girlfriend

Kaash hum bhi hote shayari ke badshah,
Tujhe itnaa rulate
Teri bewafayi ke
sheir suna suna kar…

Hindi shayari sms friendship

Arz Kia Hai

Na Puchiye to behter Hai,

Haal Mere karobar ka…

Mohabbat ki dukaan Chala raha hun

Nafraton ke bazar main…

Mat Kar Meri Aadaton Se Dosti

Mat Kar Meri Aadaton Se
Dosti Mere Dost Ki Kal Kahi
Tu Ye Na Bol De Ki..
Aadatein Teri Bahut Buri Hai.!

miss you shayari in hindi

Roz Ek Nayi Shikayat He Aapse,
Na Jane Kyo Itni Chahat He Aapse,
Kya Kare Majburi He Hamari,
Warna Roz Milne Ki Chahat He Aapse.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also

Close
free web hit counter
Close